Surah Dukhan Ki Aayat Se Shabe Qadr Murad He Ya Shabe Baraat ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum, surah Dukhaan Ki Shuru Ki Ayaat Me Allah Paak Fermaya He.tarzama..qasam He Is Roshan Kitab Ki..beshaq Hamne Usey Utara Barqat Wali Raat Me Beshaq Ham Dar Sunane Wale He..ismey Baant Diya Jata He Har Hiqmat Wala Kaam Hamare Paas K Hukm Se Beshaq Ham Bhejane Wale He.kya Is Raat Se Se Shabe Qadr Muraad He Yaa Shabe Bar'at?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Is Aayat Ke Tahat Tafsir E Madarik Me He Ke Is Se Murad Shab E Qadr He Our Tafsir Saawi Hashiya E Jalaalen Me He Ke Is Se Murad Shaban Ki 15 Wi Raat Yaani Shab E Bara'at He Our Ye Qoul Hazrat Ikrama Our Ek Jam'at Ka He Magar Jumhur Ke Nazdik Is Se Murad Shab E Qadr He... Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️27 Feb 2024, 16 Shaban Ul Muazzam 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts