Quraan Recording Sunte Huve Sath Sath Padhe Ya Baadme Dohraye ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Hazrat Quran Shareef Recording Me Sunne Wala Recording Sath Sath Padta (Dohrata) He Kya Ye Amal Sahih He Ya Galat?

Agar Sirf Sunta He to Zyada Luft Nahiñ Aata Agar Sath Sath Padta He to Zyada Lutf Aata He to Kya Hukm Hoga ?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Bahetar Ye He Ki Sun Kar Dohraye..
Wallahu Ta'ala Aa'alam 
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Mufti Faiz Raza Khan Tahesini Manzari*
*📬Markaze Ahle Sunnat Bareilly Shareef*
*🗓️15 July 2024, 8 Muharramul Haram 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Ke Sath Chhedchhad Karne Ki Ijazat Nahiñ... Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts