*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuh
Allah Paak ﷻ Ko Allah Miya Kahna Kaisa
Tafseel Ke Sath Jawab Inayat Farmayen
Is Ta'alluq Se Sarkar Aala Hazrat Ne Likha He,
Allah Paak Ko Allah Miyañ Kahna Mana'a He..
Iski Wajah Ye He Ki Miyañ Ke 3 Ma'ana Hai 1 Maalik, 2 Shauhar, 3 Zina Ka Dalaal, or Jis Lafz Ke Kai Ma'ani Ho Aur Kuchh Ma'ana Khabis Hoñ Aur Vo Lafz Shara'a Me Warid Na Ho to Uska Itlaaq Allah Paak Par Mana'a Hai..
Tafseel Ke Liye *📚Fatawa Shareh Bukhari, J-1, S-137* Par Dekh Sakte Hai..
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Hazrat Maulana Ashraf Qadri Alimi Sultanpur Up*
*📬Madarsa Lateeful Uloom, Raza Nagar Jigna, Mirzapur Up*
*🗓️13 Nov 2024, 10 Jamadi Ul Awwal 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*
No comments:
Post a Comment