*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُه
Kya Subhan Naam Rakhna Jaiz Hai?
Rehnumai Farmaye!!
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
"Subhan" Allah Rabbul Izzat Ke Asma E Sifatiya Me Se He Jo Allah Ke Liye Khas He, Is Wajah Se Mahaz Subhan Naam Rakhna Jaaiz Nahiñ He, Agar Kisi Ka Naam Subhan Rakhna He to "Abd" Ke Laahiqe Ke Sath Yuñ Rakha Jaye "Abdus Subhan", Abdur Rahman Wagairah Is Tarah Se.. Or Pukarne or Nida Ke Waqt Bhi Iska Khayal Ho Ki Mahaz Subhan Kah Kar Ki Kisi Bande Ko Aawaz Na Di Jaye, Ye Shar'an Jaaiz Nahiñ.
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab
*🎙️Al-Jawab: Hazrat Mufti Nizamuddin Razvi Amjadi Sahab*
*📬Khadimut Tadrees Jaamia Imame Aazam Abu Hanifa, Lucknow*
*🗓️13 Nov 2024, 10 Jamadi Ul Awwal 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*
No comments:
Post a Comment