Jab Fazar Ka Waqt Tang Ho To Fazar Ki 2 Sunnat Rakaat Kab Padhe ?
*🌹SAWAL:-🌹*
ٱلسَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ ٱللَّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ
Agar 5:53 Par Fajr Ka Waqt Khatm Ho Raha Hai?
Hamne Fauran 2 Farz Adaa Karli Ek Dum Aakhri Lamhe Mein Ab Waqt Guzar Chuka 5:53 Se Makrooh Waqt Shuru Hogaya Toh Kya Is Surat Me Jo 2 Sunnat Tark Karde Ya Kya Kare Rehnumai Farmaye ?
*🌹JAWAB:-🌹*
