Loading Date...
﷽
Header image

Hijri Date Adjustment

Aala Hazrat Ya Buzurgoñ Ke Kalaam Par Tazmeen Likhna Kesa ?

 *Aala Hazrat Ya Buzurgoñ Ke Kalaam Par Tazmeen Likhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* السلام علیکم و رحمۃ اللہ تعالیٰ و برکاتہ  Mufti Sahab Qibla Ki Baargaah Me Suwaal Arz He Kalam E Aala Hazrat رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ Par Tazmin Likhna or Parhna Kaisa? *🌹JAWAB:-🌹* وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎ Kalame Raza Par Tazmeen Likhna Ye Agar Barkat Ke Liye He Ki Sarkare Aala Hazrat Ke Kalaam Ke Sath Hamare Bhi Kuchh Kalaam Mil Jaye to Hamara Bhi Kalam Mutabarrak Ho Jaye, Is Tarah Se Ho Isme Koi Be Adbi Na Ho, to Fir Haraj Nahiñ Hona Chahiye.. Lekin Agar Is Taur Par He Ki Aala Hazrat Jaisa Kalaam Ham Bhi Likh Sakte Hai, Kuchh Baraabari Ka Indiyah Dene Maqsood Ho to Ye Ek Galat Massage Jayega Is Liye Is Tarah Se Tazmeen Likhne Se Bachna Chahiye. واللہ تعالیٰ اعلم بالصواب  *🎙️Al-Jawab: Nabeera E Sadrushshariyah, Hazrat Allama Mufti Faizanul Mustafa Qadri Amjadi Sahab Qibla* *📬Baani Jamiaah Imame Aazam Abu Hanifa, Lucknow* *🗓️6 June 2026, 19 Zulhijja 1446* *🌹SAWAL-O...

Search This Blog

Latest Masail
Loading Latest Posts...

Maslake Aalahazrat Zindabad

Janamaz Ya Musalle Par Huroof Likhe Ho To Us Par Namaz Parhna Kesa ?

 *Janamaz Ya Musalle Par Huroof Likhe Ho To Us Par Namaz Parhna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
السلامُ علیکم ورحمۃاللہ وبرکاتہ
Agar Janamaz Pe Pair Ki Janib (Jahañ Khade Hote Hai Uske Dono Side Left Right Pe) , Janamaz Ki Ulti Taraf *islamoglu* Likha Hai to Esi Janamaz Pe Namaz Padhna Kesa ? 
Zaid Kayi Salo Se Is Janamaz Pe Namaz Padh Rha Hai Lekin Usne Kbhi Dhyan Nhi Diya .. Uspe Kya Hukm Hoga ??
Jawab Inayat Farma Dijiye 

Jazakallahu Khairan Kaseera

*🌹JAWAB:-🌹*

Wahabi Ne Nikah Parhaya To Nikah Hoga Ya Nahin ?

 *Wahabi Se Nikah Parhwaya To Kya Nikah Ho Jayega ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Asslamu Alaikum.. Hazrat Kya Nikah Ka Khutba Kisi Wahabi Ne Padha to Kya Nikah Ho Jaenga, Nikah Ka Khutba Padhna Farz Hai Ya Sunnat?

*🌹JAWAB:-🌹*

Transport Company Se Gaadi Load Karane Par Lucky Draw Me Umrah Ticket Lene Ka Hukm

 *Transport Company Se Gaadi Load Karane Par Lucky Draw Me Umrah Ticket Lene Ka Hukm*

*🌹SAWAL:-🌹*
Muftiyane Kiram Ki Bargah Me Sawal Arz He Ki Ek Transport Company Ne Offer Rakha He Ki 1 Mahina Unki Transport Se Jo Gaadi Maalik Gaadi Load Karega Use Lucky Draw Ka Ek Coupon Diya Jayega Jisme Ek Lucky Vijeta Ko Umrah Ticket Diya Jayega or Gair Muslim He to 1 Tola Sona Diya Jayega to Usme Hissa Lena Jaaiz He ? or Agar Lucky Draw Me Naam Aaye to Umrah Par Jana Kesa ? (Isme Shart Hai Ke 2 Mahina Sirf Unke Sath Karobar Karna Hai Kisi Aur Se Gaadi Nahi Bhar Sakte) Rahenumai Farmaye 

Dukan Me Jagah Kam Ho To Beth Kar Namaz Parhna Kesa ?

 *Dukan Me Jagah Kam Ho To Beth Kar Namaz Parhna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum Medical Clinic Hai Jagah Nahi He Ki Namaz Padhi Jaay Is Halat Ma Namaz Qaza Ho Rahi H to Kya Shop Me Baith K Namaz Padhi Ja Sakti He?

Imam Ka Pent Shirt Pahan Kar Namaz Parhana Kesa ?

 *Imam Ka Pent Shirt Pahan Kar Namaz Parhana Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Ba Halate Zaroorat Agar Shirt Pent Pehen Kar Qirat Aur Digar Aqwal Mein Moatbar Shaksh Imamat Kar Sakta Hai Jab Ke Qirat Aqwal Aur Amal Mein Usse Behtar Dusra Koi Na Ho Bhale Hi Jhubba Ya Kurta Zebten Kiye Huye Ho.....?
Barahe Meharbani Islah Farmaye 

Dar Asl Kal Ye Masla Ek Dehat Mein Pesh Aaya Ke Jaid Waqt E Isha Service Khatam Kar Wahan Namaz Ki Garaz Se Pohcha to Mukeem Imam Sahab Ne Imamat Ko Aage Kiya Ke Woh Har Surat Mein Behtar Hai Magar Zaid Ne Pent Aur Shirt Zebtan Kiya Tha..

*🌹JAWAB:-🌹*

Musalman Ko Accountant Ki Aysi Job Karna Kesa Jisme Sood Ka Hisab Kitab Karna Ho ?*

 *Accountant Ki Aysi Job Karna Kesa Jisme Sood Ka Hisab Kitab Karna Ho ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
السلام علیکم و رحمة الله و برکاته 
Kya Farmate Hain Olmaa E Deen Wa Muftiyan E Sharah Is Mas'ale Ke Baare Me Ke 
Interest Ka Calculation Karna Ya Usko Record Karna Haram Hai?
Jaise Company Me Accountants Wagera Ko Sab Transactions Record Karne Hote H to Usme Interest K B Transactions Hote H
جزاک اللّه خیرا

Nikah Ke Baad Chhuhare (Suki Khajur) Lutana Kesa ?

 *Nikah Ke Baad Chhuhare (Suki Khajur) Lutana Kesa ?*
*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah Wa Barkathu

Hazrat Mera Sawal Hai Ki Shadi Me Nikah Ke Bad Chuaare Lutana Ya Lutna Kaisa Hai 
Rehnumai Farmaye 

*🌹JAWAB:-🌹*
Nikah Ke Baad Chhuhare (Suki Khajur/Kharek) Lutana Mustahab He.

Most Popular Posts

KUNDE KI NIYAZ KAB KARE ? Hazrat Saiyeduna Imam Jaafar sadiq radiallahu anhu ki tarikhe fateha 15 Rajjab ko he ya 22 Rajab ko ???

```KUNDE KI NIYAZ KAB KARE ?👇🏻``` *🌹SAWAL:-🌹* Hazrat Saiyeduna Imam Jaafar sadiq radiallahu anhu ki tarikhe fateha 15 Rajjab ko he ya 22 Rajab ko ??? *🌹JAWAB:-🌹* Hazrat imam ja'afar Sadiq radiallahu anhu ki fatiha kisi bhi tarikh ko kar sakte he lekin aap ke wisal ki tarikh 15 rajab he is lihaz Se15 Rajab ko kare ki hazrat ke wisal ki tarikh 15 rajab hi he to Afzal he. Or Jo Kunde Ki Niyaz Dilai Jaati He Vo 22 Rajab Ko Mash'hoor He, Or 22 Rajab Ko Sahabi e Rasool Ameerul Mu'amineen Hazrat Ameere Muawya RadiAllahu Anhu Ki Tarikhe Wisal He, Is Liye 22 Rajab Ko In Dono Hazraat Ke Naam Se Fatiha Kare Tab Bhi Afzal He. Huzur Faqihe Millat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He, Hazrat imam ja'afar sadiq radiallahu anhu ki niyaz 15 rajab ko kare ki hazrat ka wisal 15 rajab hi ko huaa he na ki 22 rajab ko... *📚(FATAWA FAQIHE MILLAT JILD-2,SAFA-265)* *📚(MIRATUL ASRAR SAFA-213)* *📚(SAWANEH BARAH IMAM SAFA-125)* Mazkura kitab ke Mazkura safa par aap dekh sa...

Shabe meraj/ shabe barat ko kya ibadat kare ? Farz chhor kar nafl padhna kaisa ?

*🌹SAWAL:-🌹* Shabe meraj/ shabe barat ko kya ibadat kare ? Farz chhor kar nafl padhna kaisa ? *🌹JAWAB:-🌹* ```Shabe meraj, shabe barat ya jitni bhi shab aati he usme awam ko bataya jata he ki us din nafl namaze padhni chahiye.. ✅LEkin asl me ye nafl Namaze un ke liye he jiske zimme koi bhi Qaza namaz na ho yaani uski 5 waqto me se koi bhi farz namaz baaki na rahi ho. Is raat Agar Namaz padhe to apne zimme jo farz namaz chhuti he(qaza e umri) use pahle ada kare.. Or isi tarah roza ka bhi he Agar nafl roze rakhe to pahle ye niyyat kare ki jo mera farz Roza chhuta use ada kar raha hu. ✍🏻Q ki Jb tk kisi shakhs ke zimma farz baqi rahta hai, uska koi nafl qabool nhi kiya jata.```  Aalahazrat, Imaam E Ahle Sunnat,Mujaddid EDin O Millat, Ashshah Imaam Ahmad Raza  Rahmatullahi Ta'Aala Alayhi  *📚Fatawa Razawiyya Shreef,Jild 10/ Safa no.- 179* pr naql farmate hain ki jb Ammerul moamineen Hazrate Sayyiduna Siddiqe Akbar Radiallahu ta'ala Anhu ki naza ka waqt hua (...

ISLAM ME GANA (MUSIC/SONG) SUNNA KAISA

*🌹SAWAL:-🌹* Assalam O Alaikum.... Hazrat Jo Gana (Song/Music)Sunte hai unke uper Qur_Aan O Hadees ki Roushni me kya Hukm hai Tafsil me Jawab mile to Jayada Behtar hoga .... Hazrat Rahnumai Farmaye... Jazakallaho Khair. *🌹JAWAB:-🌹* Islam me Music sunna najaizo haram w sakht azab he. Quran-e-Paak main ALLAH عزوجل fermata hai: "Aur kuch loog khel ki baate khareedte hain k ALLAH ki rah se behka dein be sumjhe aur esse hassi bana lein, un k liye zillat ka azaab hai". *📚(Sura Luqman, Ayat:6)* Tafseer:Hazrat Syedna Abdullah Bin Abbas رضی الله تعالی عنہ ney es ayat ki tafseer yeh fermai k es sey muraad aalat-e-moseeqi hain. Aik aur jaga irshad hua:"Aur behka dey in main sey jis per qudrat paey apni awaz sey". *📚(Sura Bani Israeil, Ayat:64)* Hazrat Syedna Mujahid رضی الله تعالی عنہ ney eski tafseer gaaney baajon k sath ki. Ahadees: -AAQA kareem صلی اللہ علیہ وسلم ney fermaya:"ALLAH عزوجل tanbura, saaringi, aur dugdugi bajany waly k illawa h...