*_🌹SAWAL:-🌹_*
Ek bhai ne ek hindu ladki ko behan banaya he.. wo har rakhshabandhan par usse rakhi bandhwate he aur use paise dekar usse mithayi lete he... inpar kya sharyi hukm he? Rehnumayi farmaye...
*_🌹JAWAB:-🌹_*
Jin musalman aurto ne hinduo ko ye dora bandha ya jin musalman mardo me hindu aurto se ye dora bandhwaya *vo sab fasiq o fajeer, gunehgaar, mustahqqe azabe naar hue.lekin kafir na hue* is liye ke ye rakhi bandhan pooja nahi. Un ka kaumi tyauhar he or inka ye qaumi shuaar he.mazhabi shuaar nahi. Kisi bhi kafir ke qaumi shuaar ko ikhtiyar karna haram v gunah he. Jaise holi khailna. Haa kisi kafir ke mazhabi shuaar ko ikhtiyar karna zaroor kufr he.
Mazhabi shuaar ka matlab ye hota he ki vo cheez un ke mazhab me ibadat ho ya vo cheez un ke mazhab ki roo se un ke mazhab ki alamat ho.
Jaise choti rakhna,zunar bandhna. Or rakhi bandhna na to un ke mazhab me ibadat he or nahi un ke mazhab ki roo se un ki mazhabi alamat . Ye ek qaumi rasm he.
Wallahu ta'ala aa'alam
*(FATAWA SHAREH BUKHARI,JILD 2,SAFA 565)*
*_🌹SAWAL-O-JAWAB 👑F.T.S.🌹GRP_*
*_📬khadim:-Pathan MoinRaza khan Azhari(PETLAD)_*
📲
🖋🖋📝📝📮📮📮📝📝✒✒

No comments:
Post a Comment