*🌹SAWAL:-🌹*
Ek shakhs ne uske dost se kuch saal pehle paise udhaar liye the..
Jisne qarza liya tha uski ye neeyath hai ke wo wapas paise lautaade lekin..
Jisne qarza diya hai wo abhi dusri jagah shift hua hai aur uska contact nahi hai.. yaani usse raabta nahinkqr sakrahe hain kisi bhi tarah se.. to aise situation me un paiso se kya karna chahiye?
*🌹JAWAB:-🌹*
W Alaikum Asslaam
Jai ke paas se qarz liya tha usse milna mumkin na ho to, uske kisi waris ka surag mil sake to raqam mazkoor uske supurd karde, or agar ye bhi na ho sake to usko(jiske paas se qarz liya) sawab milne ki niyyat se utni raqam sadqa karde, is tarah qarz se bari uz zimma ho jaega..
*📚(FATAWA FAQIHE MILLAT, J-2, S-201)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab Sawab.
*_📬Pathan Moin Raza Azhari, Petlad_*
📲
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
============➖➖➖➖========

No comments:
Post a Comment