*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh
do bakre ke ladne ki vajah se ek bakre ka Singh toot Gaya hai mukammal Singh Nahin tuta hai jar ke andar thoda Singh hai to kya use bakre ki qurbani jaiz hai
*🌹JAWAB:-🌹*
Soorate Mas'oola Me Us Bakre ki Qurbani Jaiz he Jis ka Pura sing na toota ho sirf upri hissa toota ho.
_Jaisa Ki Huzur SadrushShariyah Alahir Rahmato Ridwan Taherir Farmate he_
Qurbani ke janwar ko ayb se khali hona chahiye or thora sa ayb ho to qurbani ho jayegi magar makrooh hogi or zyada ayb ho to hogi hi nahi. Jis ke pedaishi sing na ho us ki qurbani jaiz he or agar sing the magar toot gaya or meng tak toota he to najaiz he us se kam toota he to jaiz he.
*📚(BAHARE SHARIYAT, H-15, S-88)*
_Or Aala Hazrat Imam Ahemad Raza Khan Fazile Barailvy Alaihir Rahmato Ridwan Taherir Farmate he_
Qaran sing ke upri hisse ko kahte he jo zahir hota he vo agar kul toot gaya harj nahi, haañ agar andar se us ki jad nikal aai ki sar me jagah khali ho gai to qurbani najaiz he
*📚(FATAWA RAZVIYA, J-20, S-480)*
Or Farmate He,
Sing Tootna Us waqt Qurbani se maane'a hota he ki jab ki sar ke andar jad tak toote agar uper ka hissa toot jaaye to maane'a nahi.
*📚(FATAWA RAZVIYA, J-20, S-451)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲84
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment