*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Agr fir Umrah ki tamanna ho, to kya hotel ke room se Ehraam pahen kr, Ayesha masjid pe nafil namaz aur niyyat krke Wapas aana hai? Ya Ayesha masjid se hi Ehraam pehenna hai aur namaz aur niyyat krni hai?
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Agar dobara tamanna ho umrah karne ki to Ahram hotel hi se bandh sakte he.
Ahram pahen kar jaye or wuzu bhi karle. Ya fir masjide aaisha ja kar wuzu kare. vaha par masjide aaisha jaaye, vaha 2 rak'aat ahram ki niyyat se padhe. Or 2 rak'aat padhne ke baad fauran sar se kapda utar de, uske baad labbaik Allahumma Labbaik Wagairah padh kar umrah ki niyat kare. Uske baad wapas aaye or tawaf saee wagairah sab kuchh Karle. Is tarike se umrah mukammal ho jayega. Ye koi Zaroori nahi ki ahram ke kapde masjide aaisha jakar hi paheno, Room Par se bhi Pahen Kar Ja Sakte Ho, or isme aasani he.
Lekin Room par se niyyat nahi karna he, na Room Par Namaz Padhni he balki makka sharif me rahte huye agar dusra umrah karna he to fir Ahram ki niyyat, umrah ki niyyat masjide aaisha ja kar hi karna padega.
Aysa hi *📚Bahare Shariyat Or Digar 📚Kutube Fiqh* Me Mazkoor He.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲848792...
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment