Mobile Me Quraan Rakhna Kesa Or Gusl Farz Ho To Use Chhuna Kesa

*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Hazrat Mera Sawal He ki Mobile Me Qura'an Rakhna Kesa Or Jab Ham Par Gusl Farz Ho Chuka He To Kya Mobile Chhu Sakte He ?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Mobile Me Qura'an Shareef Rakh Sakte He, Uske Alawa Agar Gusl Farz Ho To Upar Se Mobile Ko Hath Bhi Laga Sakte He, Albatta Jab Screen Par Qura'an Shareef Ki Aayate Ya Safha Wagairah Nazar Aata Ho Ya Khol Ke Rakha Ho Us Waqt Us Jagah Hath Lagana Jaiz Nahi He.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲http://wa.me/+9184
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts