Kya Haiz Wali Aurat Ko Rozedar Ki Tarah Rahna Zaroori He ?

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum
Kisi Ka Sawal Hai Ke Jab Aurat Ko Haiz Ata Hai To Kya Wo Ramzan Ke Mahine Mein Jaisa Rozedar Rehte Hai Waisa Reh Sakti Hai... Bina Kuch Khai Piye Aur Kuch Aurate Kehti Hai Jab Haiz Hota Hai To Roze Ki Halat Jaisa Hi Rehte Bina Khai Aisa Kehna Kaisa Hai Hazrat

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Huzur SadrushShariyah Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He,

Haiz W Nifas Wali Ke Liye Ikhtiyar He Ki Chhup Kar Khaye Ya Zahiran, Roza Ki Tarah Rahna Us Par Zaroori Nahi. Magar Chhup Kar Khana Awla He Khusoosan Haiz Wali Ke Liye.
*📚(Bahare Shariyat Application, J-5, S-139)*

*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
*🗓28 April 2020, 4 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*
📲+918487928693

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts