Allah W Rasool Se Wada Kar sakte He

*🌹SAWAL:-🌹*
As Salamu Aliakum
 Kya Koi Shaks Allah E Pak Aur Rasool E Pakﷺ  Se Wada Karsakta Hai?... Gunah Se Bachne Ka?????
Rehnumaai Farma'e..

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Ji Allah ﷻ W Rasool ﷺ Se Bhi Wada Kar Sakte Hai, Or Agar Wada Kare To Pura Karna Zaroori He.

Jaisa Ki Hakimul Ummat Mufti Ahemad Yaar Khan Naeemi Alaihir Rahma Farmate Hai,
Waada Ka Pura Karna Zaroori He, Musalman Se Waada Karo Ya Kafir Se, Azeez Se Waada Kaaro Ya Gair Azeez Se, Ustad, Shaikh, Nabi, Allah Ta'ala Se Kiye Huve Tamam Waade Pure Karo.
*📚(Mir'aatul Manajih, J-6, S-492, 483)*

Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
*🗓️20 May 2020, 26 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*
📲+918

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Bachhe Ka Naam Kabir Rakhe, Ya Al-Kabir Ya Abdul Kabir?*

 *Bachhe Ka Naam Kabir Rakhe, Ya Al-Kabir Ya Abdul Kabir?* *🌹SAWAL:-🌹* Asalamualaikum, Kise Bache Ke Naam Kabir/ Al Kabir/ Abdul Kabir, in...

Popular Posts