Kaam Ke Liye Insurance ka Paisa Bank Me Ho To Zakat Ka Hukm

*🌹SAWAL:-🌹*
Asslamu alaikum WA rahmatullahi WA barkatuhu 
Agr insurance ka paisa ho or wo bank me ho or us paise se kuch kam lena hai. Aage koi kmai ka jariya  bhi nhi hai
Kya us paise ka jakat nikalna Hoga

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Agar Saal Guzar Gaya To Bilkul Zakat Wajib He, Agarche Aage Kaam Nikalna Ho.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️20 May 2020, 26 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9184
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts