*🌹SAWAL:-🌹*
As Salamu Aliakum
Ulmaae Ekram Ki Bargah Main Ek Sawal Arz Hai Ke..
Umar E Qaza Nmaz....Fazar Ke Waqt Zohar Ada Karsakte Hai Aur Asar Ke Waqt Fazar Ada Kar Sate Hain Kya Sirf Fazar Ke Waqt Fazar Ki Umar E Kaza Nmaz Ada Hogi Aur Zohar Ke Waqt Zohar Ki ??????
*🌹JAWAB:-🌹*
و علیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکاتہ
Ha Qaza Namaz Ko Kisi Bhi Waqt Ada Kar Sakte Hai, Albatta Vaqt E Makrooh Ka Khayal Rakhhe K Us Vaqt Qaza Bhi Nahi Padh Sakte Hai.
Durre Mukhtar Me He,
وجميع أوقات العمر وقت للقضاء إلا الثلاثة المنهية وهي الطلوع والاستواء والغروب۔
Yaani Tamam Zindagi Qaza Namaz Ke Liye Waqt He Siwaye 3 Awqaat Munhiya Ke, 1. Tulu'a Aaftab, 2. Nisfun Nahar, 3.Guroob Aaftab.
*📚(Durre Mukhtar Ma'a Raddul Muhtar)*
*_✍🏻 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️1 May 2020, 7 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment