Qarz Daar Ko Zakat Ka Hukm

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum
Aulmao Ki Bargah Me Suwal He ,
 Ye He Ek Dost Landan Me Student Vize Pe Gaya He Vaha Vo Padhai Bhi Karta He Or Job Bhi Karta He Lekin Uske Valid Ne India Se Bheja Takriban 5 Ya 6 Lakh Karz He To Us Dost Ko Zakat Deni Hogi 
Jabke Vo Job Karke Kamata He 


*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
بسم اللہ الرحمن الرحیم
Sara Qarz Nikalne Ke Bad Agar Voh Sahib E Nisab Nahi Rahta To Us Par Zakat Farz Nahi Yani Jab Uska Qarz Uske Sare Nisab Ko Gher Le Aur Bad Me Kuchh Bhi Nisab Na Bache To Is Soorat  Me Zakat Farz Nahi,
Aisa Hi Bahar E Shariat Me Hai 
و اللہ تعالی اعلم بالصواب 

*_✍🏻 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️1 May 2020, 7 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts