Qaza Namaz Ho To Chasht Ki Nafl Padhna Kesa

*🌹SAWAL:-🌹*
Lockdown ki waja Jo log Apne Apne gharo par 4 Rikat Nafil namaz aada karnge (Chaast ki)

Kya jis ki Qaza Umri Namaz Baki ho wo bhi Eid ke Din Nafil namaz padhega

*🌹JAWAB:-🌹*
Parh Sakte He.

*🌹SAWAL:-🌹*
Hazrat esa bhi he na ki
Jiski qaza ho uska koi nafl Qubool nahi. Iska kya Ma'ana hoga.

*🌹JAWAB:-🌹*
Is ka ma'na ye hai k Qaza Namazein jald ada kare . Aisa nahi ke kuch parhe hi nahi.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Maqsood Akhtar Qadri Amjadi Sahab Qibla*
*📬Radwi Amjadi Darul Ifta, Mumbai*
*🗓️22 May 2020, 28 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts