*š¹SAWAL:-š¹*
Assalamualaikum
Zaid Ka Kahna Ha Ki Jub Murga Baang Lagata Ha To Wo Farishta Ko Dekhta .kya Ye Sahi Ha
ŁَŲ¹َŁَŁْŁُŁ
Ų§ŁŲ³َّŁَŲ§Ł
ŁَŲ±َŲْŁ
َŲ©ُ Ų§َŁŁŁِ ŁَŲØَŲ±َŁŲ§ŲŖُŁُ
Ji HaaƱ, Ye Durust He Ki Jab Murg Baang Lagata He To Farishte Ko Dekhta He...
Hadeese Paak Me He,
ŲŲÆŲ«ŁŁ ŁŲŖŁŲØŲ© ŲØŁ Ų³Ų¹ŁŲÆ ، ŲŲÆŲ«ŁŲ§ ŁŁŲ« ، ع٠جعŁŲ± ŲØŁ Ų±ŲØŁŲ¹Ų© ، ع٠اŁŲ§Ų¹Ų±Ų¬ ، ع٠اب٠ŁŲ±ŁŲ±Ų© ، Ų§Ł Ų§ŁŁŲØŁ ŲµŁŁ Ų§ŁŁŁ Ų¹ŁŁŁ ŁŲ³ŁŁ
، ŁŲ§Ł: " Ų„Ų°Ų§ Ų³Ł
Ų¹ŲŖŁ
ŲµŁŲ§Ų Ų§ŁŲÆŁŁŲ© ŁŲ§Ų³Ų§ŁŁŲ§ Ų§ŁŁŁ Ł
Ł ŁŲ¶ŁŁ، ŁŲ„ŁŁŲ§ Ų±Ų§ŲŖ Ł
ŁŁŲ§، ŁŲ„Ų°Ų§ Ų³Ł
Ų¹ŲŖŁ
ŁŁŁŁ Ų§ŁŲŁ
Ų§Ų± ŁŲŖŲ¹ŁŲ°ŁŲ§ ŲØŲ§ŁŁŁ Ł
Ł Ų§ŁŲ“ŁŲ·Ų§Ł، ŁŲ„ŁŁŲ§ Ų±Ų§ŲŖ Ų“ŁŲ·Ų§ŁŲ§ "
Saiyeduna Abu Hurairah Radiallahu Anhu Se Riwayat He, RasoolAllah ﷺ Ne Farmaya : Jab Tum Murg Ki Baang (Aawaz) Suno To Allah Ta'ala Se Uska Fazl Maango Kyuñ Ki Murg Farishte Ko Dekhta He. Or Jab Gadhe Ki Aawaz Suno To Allah Ki Panah Maango Shaitan Mardood Se Kyuñ Ki Vo Shaitan Ko Dekhta He.
*š(Sahih Muslim, Hadees-6920)*
Or Hakimul Ummat Mufti Ahemad Yaar Khan Naeemi Alaihir Rahma Farmate Hai,
Murg Rahmat Ka Farishta Dekh Kar Bolta He, Us Waqt Ki Dua Par Farishte Ke Aamin Kahne Ki Ummid He.
*š(Miraatul Manaajeeh, J-4, S-32)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-Sawab
*_✍š»Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
*š️27 March 2023, 4 Ramzanul Mubarak 1444*
š²+
*š¹SAWAL-O-JAWABš¹F.T.Sšgrp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
0 Comments