Saheri Ke Waqt Na Utha Subah Uth Kar Roza Rakhne Ka Hukm ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Kya Kisi Wjah Se Sehri Me Na Uthe Aur Subah 7 Baje Aankh Khuli To Kya Bina Shahri Roza Rakh Sakte Hain ? Or Kya Jis Waqt Aankh Khuli Usi Waqt Niyyat Karke Roza Rakha Ja Sakta Hai.. ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Ji Haañ , Bagair Sahri Ke Bhi Roza Rakh Sakte Hai, Albatta Sahri Karna Sunnat He, Lekin Jab Aankh Hi Sahri Kahatam Hone Ke Baad Ya Tulu'a Aaftab Ke Baad Khuli To Usi Waqt Niyyat Karle.. Ke Din Me Roze Ki Niyyat Zahwa E Kubra Se Pahle Tak He...
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️27 March 2023, 4 Ramzanul Mubarak 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts