1.5 Lakh Ka Sona Or 15000 Qarz Ho To Zakat Kese Ada Kare?

*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Kisi Ke Paas Ek Laakh Pachas Hazar Ka Sona Chandi or Kuchh Raqam Panch Das Hazar He Us Par Saal Guzra Ho, Par Us Par 15000 Ka Qarz He to Kya Us Lar Zakat Nikalna Wajib Hoga Ya Nahiñ ?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Qarz Minha (Mainus) Karne Ke Baad Nisab Ko Pahunch Jayega to Us Par Zakat Hogi
Agar Qarz Mainus Karne Ke Baad Nisab Ko Nahiñ Pahuchega to Phir Zakat Nahi Hogi.
Pahli Soorat Me Rs 15000 Mainus Karne Ke Baad Jo Raqam Bachi Hai Us Par Zakat Hogi (Yaani 160000-15000 = 145000 Ka 40va Hissa Zakaat Nikalni Hogi)
واللہ اعلم باالصواب
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Hashim Raza Sahab Misbahi*
*📬Darul Ifta Ahle Sunnat W Jama'at, Khargaun MP, (Sahibe Fatawa Shimoga)*
*🗓️24 March 2024, 13 Ramzanul Mubarak 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Dakhile Masjid Or Kharije Masjid Konsa Area He Or Masjid Me Azan Dena Kesa?

 *🌹SAWAL:-🌹* Assalamu Alaikum Masjid Ka Kon Sa Area Dakhile Masjid He or Kitna Kharije Masjid? Or Kya Azaane Jumaa K Siwa Diger Azan Dakhi...

Popular Posts