*🌹SAWAL:-🌹*
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ
Makhsus Ayyam Me Jo Khawateen Qurane Pak Baccho Ko Padhati Hai
Wo Padhaye Ya Na Padhaye
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Agar Dusri Koi Muallima Ya Padhane Wala Na Ho to Usko Ek Ek Kalima Saans Tod Kar Padhane Ki Ijazat He Yaani Puri Aayat Ek Sath Na Padhaye Balki Tukde Tukde Kar Ke Padhaye Our Hijje Karane Me Koi Haraj Nahiñ.
Jaisa Ki *📚bahar E Shariat Hissa-2, Haiz O Nifas Ke Ahkam* Me He,
Muallima Ko Haiz Ya Nifaas Huva to Ek Ek Kalma Saans Tod Tod Kar Parhaye or Hijje Karane Me Koi Harj Nahiñ.
*📚(Mas'ala-5)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️17 Oct 2024, 13 Rabi Us Saani 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*
No comments:
Post a Comment