Allah Ke Liye Lafz Malik Istemaal Karna Kesa?

 *Allah Ke Liye Lafz Malik Istemaal Karna Kesa?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum 
Zaid Ka Sawal Hai Ki Allah Ko Malik Kehna Kaisa Hai ? 

Yani Allah Ki Jagah Malik Word Use Karna Kesa ?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Allah Tabarak W Ta'ala Ke Liye Lafz Maalik Istemaal Karna Bila Shubah Jaaiz W Durust He, Ki Haqeeqi Maalik Zaate Baari Ta'ala Hi He or Imame Ahle Sunnat Sarkar Aala Hazrat Radiallahu Anhu Ne Apni Tahreeroñ Me Ash'aar Me Maalik Ka Lafz Istemaal Farmaya He.
Wallahu Ta'ala Aa'alam 
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Mufti Dilshad Ahmad Ziyai Amjadi Sahab Qibla*
*📬Khatibo Imaam Aala Hazrat Raza Jame'a Masjid, Gomoh, Dhanbad, Jharkhand*
*🗓️16 Dec 2024, 13 Jamadi Ul Aakhir 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Bachhe Ka Naam Kabir Rakhe, Ya Al-Kabir Ya Abdul Kabir?*

 *Bachhe Ka Naam Kabir Rakhe, Ya Al-Kabir Ya Abdul Kabir?* *🌹SAWAL:-🌹* Asalamualaikum, Kise Bache Ke Naam Kabir/ Al Kabir/ Abdul Kabir, in...

Popular Posts