*🌹SAWAL:-🌹*
Aksar Log Musafa Karte Waqt Jukte He Kya Aysa Krna Sahih He ?
*🌹JAWAB:-🌹*
Musafa Karte Waqt Ya Mulaqat Ke Waqt Jukna Mana He
Jaisa Ki Bahare Shariyat Me He,
Mulaqat Ke Waqt Jukna Mana He. yaani Itna Jhukna Ki Hadde Ruku'a Tak Ho Jaye.
Or Riyadus Saliheen Me He,
Hazrat anas radiallahu anha se Marvi he ki ek shakhs ne sawal kiya 'ya RasoolAllah ﷺ ham me se koi jab apne bhai ya dost se mile to kya uske liye juke ?' Aap ﷺ ne farmaya 'Nahi !' (Jukna nahi) fir farmaya. 'Kya Uska hath pakad kar musafa kare ?' Aap ﷺ 'ji haa' (aesa karna munasib he)
*_📚(Tirmizi Shareef)_*
*Imam Tirmizi ne is hadiah ko hasan farmaya*
*📚(Ba-hawala:- riyadussalihin, jild 1, 320)*
Lihaza Musafa karte waqt Jukne ko huzur sallallahu alaihi w sallam ne napasand farmaya aesa karna Makrooh he
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲8487
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment