*🌹SAWAL:-🌹*
Asslamualykum,
Hzrat Ek sawal he ke
Islam me Taai pahanne ka kiya huqm he ?
Agar nahi pehn sakte to
Jo pehnta he uspar kiya huqm he ?
Kiya is masle par ikhtalaf he
Or tai kyu nahi pahan sakte ?
Muftiyane kiram se gujaris he tafsil se jawab inayat farmaye.
Or Hawala bi de
*🌹JAWAB:-🌹*
W alaikumassalam w rahematullah..
Huzur Mufti aazame hind alaihirrahma farmate he ki taai qura'ane azeem ka radd he qura'an farmata he "yahudiyo ne hazrat isa alaihissalam ko qatl na kiya na unhe sooli di balki unke liye unki shabiaa ka dusra bana diya gaya or yahudiyo ne hazrat isa alaihissalam ko yaqinan qatl na kiya.
*📖(SURA E NISA 156)*
iske bar khilaf isaiyo ka aqida ye he ki yahudiyo ne hazrate isa alaihissalam ko phansi di or sooli oar latkaya lihaza isai iski yaad me salib ka nisan jise cross ✝ kahte he or gale me taai (phanda) bandhte he.
is ki isaiyo ke yaha itni ahmiyat he ki murda ko bhi taai pahnate he, to zaroor ye unka mazhabi shuaar he jo muslim ke liye haram he.
Fuqha tasrih farmate he ki kisi chiz ko "zunar" kaha or or usko jism par bandh liya kafir ho jaaega
yaani kisi aurat ne apni kamar par rassi bandhli or kaha ye jienoo he to kaafir ho gai.
*📚(fatawa hindya jild-1,277)*
or taai to surate cross ✝ ki hamshakl he or itna hi uski hurmat ke liye kaafi he balki aesi soorat me bhi baaz aulma ne hukme kufr diya aulma farmate he ki majoosi ki topi ke musabe rumal bandhna haram he or ba'az ne kufr bataya.
iski juzya ki roshni me agar taai ko cross ✝ na maane balki hamshakl cross ➕ karar de to bar qaule aksar takfir se awam ko bachaya ja sakta he.
baharhaal taai ka istemal haram asad haram badkaam bad-anjam he or bandhne wale par indul fuqha hukme kufr he agarche ehtiyatan mahaz bandhne par muhaqqikin ke nazdik takfir nahi ki jaaegi bafarze galat taai ko shuaar na maane to bhi hukme hurmat kaaim ki shar'an ehtiyaz muslimine matloob he.
*Hazrat allama qazi mufti abdur rahim sahab bastavi* farmate he ki taai nasara ka shuaare mazhabi he or shuaare mazhabi ka istemal kufr he.
"jisne kafiro ke kisi feal ko achcha samja bil-ittifaq mashaiq ke nazdik vo kafir ho gaya"
agar aesa nahi to fisq zaroor he allah ta'ala musalmano ko nasara ke shuaare mazhabi v qaumi se bachne ki taufiq bakhshe,aameen...
*_KITAB:-_ *📚(TAAI KA MASALA)*
zyada tafsil ke liye kitab TAAI KA MAS'ALA dekhe.
wallahu aa'alam

*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲848
📲848
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment