Bade Janwar Me Ek Hissa Haram Ki Kamaai Wale Ka Ho To Qurbani Ka Hukm

 *_Bade Janwar Me Ek Hissa Haram Ki Kamaai Wale Ka Ho To Qurbani Ka Hukm_*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum.
7 Hisse Wale Janwer Ki Qurbani Me Kisi Ek Ke Rupay Haram K He To Us Qurbani Ka Kya Hukm He?

*🌹JAWAB:-🌹*
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ
Jis Ki Kamaai Haraam Ya Aksar Haraam Ho To Us Ki Wajah Se Kisi Ki Qurbani Nahiñ Hogi Lekin Agar Vo Udhar Le Kar Qurbani Karta Hai Fir Baad Me Us Ki Adaigi Karta Hai To Ho Jayegi... 
Allah Paak Hai Our Paak Ko Hi Qubool Karta Hai...
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍️Al-Jawab: Hazrat Mufti Suhail Raza Markazi*
*📬Khadimut Tadrees Al-Jamiatul Qadariyah, Richha, Bareily Shareef, Up*
*🗓️30 June 2023, 11 Zul Hijja 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts