*🌹SAWAL:-🌹*
Ek post wahabi badmazbabo ki taraf se social media par gasht kar rahi he jisme sirf kitabo ke naam likh kar kaha jaa raha he ki sirf 2 hi eid ka zikr he eide milad ka kahi zikr nahi.. ?
Iska jawab irsal farmae.
*🌹JAWAB:-🌹*
Pahle mukhtasar sa wahabio ko kahna chahuga ki konsi hadish ki kitab quraan ki aayat ya muhaddisin ke aqwal me he ki eide milad nahi manani chahiye ? Bas iska jawab tumhari aane wali qayamat tak ki naslo me se koi lake do.
Wahabio ke aitraz ka jaame'a jawab...
Wahbio badmazhabo tumne kuchh padha hi nahi.. aao me batata hu quraan or hadish me kya he or muhhaddisin ka kya kahna he... tum pahle dil me ishqe rasool basalo fir har jagah mere aaqa ke milad ke charche nazar aayege..
*_Eidul adha or idul fitr ke alawa eide milad ke zikr ke muta'allik IBNE MAJA SHAREEF KE hawala is post me he vo bhi padhe._*
Alhamdulillah ham bhi jashne Eide milad manate he.
Q ki
Ye Mere Aaqa ki wiladat ka din he. Jo bahut barkato rahemat wala he. Kuchh fazail padhte he quraan w hadish ki roshni me..
*✅Aaiye Sab se Pahle Quraan Shareef me padhte he*
Quraan majeed me rab tabarak w ta'ala irshad farmata he..
(1). Tum Farmao ALLAH Hi Ke Fazl Aur Usi Ki Rehmat Aur Usi Par Chahiye Ke Khushiya Kare.
*📚(Surah Yunus Ayat 58)*
Is Ayat Me Allah Azzawajal Ne Apne Fazal Aur Apni Rahamat Par Khushiya Manane Ka Hukum Diya hai
(2). Or Humne Tumhe Na Bheja Magr Rahmat Sare Jahan K Liye.
*📚(Surah Ambiya Ayat 107)*
Is Ayat Me Allah Azzawajal Apne Pyare Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Se Farma Raha Hai K Humne Tumhe Sirf 1 Ya 2 Aalam K Liye Nahi Balki Sare Aalam K Liye Rahamat Bana Kar Bheja Yaha Gour Kare Allah Ne Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Ko Rahamat Kaha hai Aur Jo Paheli Ayat Pesh Ki Gai Hai Usme Allah Ne Apni Rahamat Par Khushi karne Ka Hukum Diya Hai
Jo In Ayato Ka Munkir Hoga Jo Nabi Salallah Aihe Wasallam Ko Apne Liye Allah Ki Rahamat Aur Nemat Nahi Samajta Wo Nabi E Pak Salllaho Aliahe Wasallam Ki Wiladat Ki Khushi Se Aitaraz Karega Yani Wo Gum Manaega Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Ki Wiladat par
(3). “Apne Rab Ki Nemato Ka Khoob Khoob Charcha Karo”
*📚(Surah Duha Ayat11)*
Is Ayat Me Allah Azzawajal Ne Hume Apni Nemato Ka Charcha karne Ka Hukum Diya. Har Momin Ye Janta Hai Ki Allah Azzawjal Ki Subse Badi Aur Azeem Nemat Hamare Liye Uske Rasool Salllaho Aliahe Wasallam Hai
Is Baat Ko Samjhane K Liye Mai Quran Ki Ek Ayat Pesh Karta Hu Allah Azzaajal Farmata Hai:“Humne Momino per Ahesan kiya, ki jab unme apne Rasool Salllaho Aliahe Wasallam ko bhej diya”
*📚(Sureh Al-Imran, Ayat 164)*
Mere Pyare Islami Bhaiyo Aap Sara Quran Pad Lijiye Kisi Bhi Jagah Allah Azzawajal Ne Ye Nahi Kaha K Humne Tumhe Ye Nemat Dekar Tumpar Ahesan Kiya hai Siwae Apne Maheboob Nabi Salllaho Aliahe Wasallam K Isse Malum Hua K Allah Ki Subse Badi Nemat Hamare Liye Uske Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Hai or ham allah ki di hui is ne'amt kisi khushi manate he or usi khushi ko eide milad kahte he.. quraan bhi huzur ki wiladat par khushi manane or khub charcha(mahefile milad) karne ka hukm deta he..
*✅AB BUKHARI SHAREEF KI HADISH PADHTE HE*
Jab Huzur Sallallaho Alihe Wasallam Ki Wiladat Hui Tab Abu lahab Ki Laundi Sobiya Ne Abu Lahab Se Kaha K Tujhe Bhatija Hua hai Is Khushi Me Abu Lahab Ne Apni Us Laundi Ko Ungli K Ishare Se Aazad Kiya Tha “Pas Jab Abu-Lahab Mar Gaya To Uske Baad Ahl-e-Khana Ne Use Khuwab Mein Buri Haalat Mein Dekha To Usse Puchha “Tera Kiya Haal Hai To Abu-Lahab Ne Kaha:Maine Tumhare Baad Koi Bhalaa’ee Nahi PayiLekin Mujhe Us Ungli Se Paani Diya Jata Hai is Se Maine Hazrat Muhammad (Sallalahu AlaihiWa Salam) Ki Wiladat Ki Khushi Mein Sobiya (Abu-Lahab Ki Londi) Ko Aazad Kiya Tha.
*📚(Sahih Bukhari, Vol. 1, Page 153, Hadith No 5101, Kitaabun Nikaah)*
Mere azizo Zara Gour kare Jab Abu Lahab jo ke iman bhi nahi laya tha us Ko Apne Bhatije Yani Muhammad Sallaho Alihe wasallam Ki Wiladat Par Unhe Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Man Kar Nahi Balki Apna Bhatija Maan kar Khushiya Manaya Tha To Use Ye faida Hua k Usi Ungli Se Use Pani Pilaya jata hai Jisse Usne Apne Bhatije Ki Wiladat Ki Khushi Me Apni Laundi Sobiya Ko Azad Kiya Tha Hum Musalman To Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Maan Kar Wliadat Ki Khushi Manate Hai To Socho K Hume Allah Ki Bargah Se Kya Kya Inaam Milege Duniya Aur aakhirat Me..
*✅AB MUSLIM SHAREEF KI HADISH PADHTE HE*
Hazrat Abu Qatada RadiAllah Anhu Se Riwayat Hai Rasool-E-Karim Salllaho Aliahe Wasallam Se Peer Ka Roza Rakhne Ke Bare Me Sawal Kiya Gaya To Aap Salllaho Aliahe Wasallam Ne Farmaya K Isi Din Meri Wiladat Hui Aur Isi Din Mujh par Quran Nazil Hua”
*📚(Sahih muslim Jild 2.hadith no 819 .page 1162)*
SubhanAllah khud huzur sallallahu alaihi w sallam apni wiladat ke din khuda ka shukr ada karte or roza rakh kar khushi ka izhar karte... or ham musalmano ko aaqa ki sunnat hi apnani chahiye. Or khushiya manani chahiye...
*✅AB TIRMIZI SHAREEF PADHTE HE*
Huzoor Ke Zamane Me Masjid-E-Nabwi Me Milaad Huyi Isme Khud Huzoor Salllaho Aliahe Wasallam NeApni Wiladat Ke Fazail Bayan kiye.
*📚(Tirmizi Sharif, Jild 2 Safa 201)*
SubhanAllah is Hadish se pata chala huzur ki wiladat ke din huzur sallallahu alaihi w sallam ke fazail bayan karna huzur sallallahu alaihi w sallam ki hi sunnat he. Or hame isi par amal karna chahiye.. ham ba-shaqle naat khwani, mahefile milad w waa'az w bahan ke zariye huzur ki is sunnat par amal karte he..
*✅AB ABU DAUD SHAREEF PADHTE HE*
Huzur SallAllaho alaihe wasallm Hazrat Hassan razi Allah anho k liye Masjid e Nabvi shareef me Minbar rakhte or Hazrat Hassan us par kharey ho kar Huzur SallAllaho alaihe wasallm ki shan e aqdas me naatia ashaar parhte the or Huzur SallAllaho alaihe wasallm farmate: jb tak Hassan mere baare me naatia or fakharia ashaar parhta rahe ga to beshak Allah taala roohul uqdas (Hazrat Jibrail alehsalam) k zarye Hassan ki madad farmata hai
*📚(Sunan abu Dawood,Kitab ul adab, baab ma jau fi’shaar, Jild 5 Page 176 Hadith No 5015)*
*📚(Sunan Tirmizi,kitab ul adab,baab ma jau fi inshad’shaar, Jild 3 Page 562,561 Hadith No 2846)*
subhanAllah is hadish se pata chala huzur ki shan me naat padhna hazrate bilal ki sunnat or naat sunna huzur sallallahu alaihi w sallam ki sunnat. Huzur sallallahu alaihi w sallam is se khush hote he.. Or hazrate jibrail alaihis salam naat padhne wale ki madad karte he.
*✅AB NASAI SHAREEF PADHTE HE*
Khud Nabi sallallahu alahi w sallam Ne Apne Milad Par allah Ka Shukra Bajaa Lane Ki Talkin Farmayi Aur Targeeb Di….!!
Iski Tafseel Yaha Check Kare Hadith Taweel Hai
*📚[ Muslim Sharif, Jild – 2, Safa – 819 ]*
*📚[ Nisaai Sharif, Jild – 2, Safa – 147 ]*
*AB IBNE MAJA SHAREEF PADHTE HE*
NABI e Mu’ajjam, Sarapa Judo karam Salllaho Aliahe Wasallam ne farmaya ki Juma’a ka din sab dino ka sardar hai, ALLAH ke nazdik sabse bada hai aur wo ALLAH ke nazdik Eidul Azha aur Eidul Fitr se bada hai. ALLAH ne isi me Hazrate ADAM alaihissalam ko paida kiya, Isi me Zameen par unhe utara Aur Isi me Unhe wafat di.
*📚[Sunan Ibne Majah, Jild 2, Page No. 8, Hadith No. 1084]*
Is Hadees me Teen khaslate Hazrate Aadam alaihissalam ke liye bayan ki gai, jisme aap ki wafat ka bhi zikr hai, to pata chala ki ek nabi ki paidaesh, unka zameen par utarna, aur unki wafat ke din ke bawajud bhi Mo’amino ke liye ALLAH ne use Eid bana diya. Ki woh din Eidul Azha aur Eid ul fitr se bhi afzal kar diya.Tou hamare Sarkar e do Jahan jo ki tamam ambiya ke sardar hai, unki tashrif aavari par hum us din ko kyun Eid na kahe, balke hum tou use Eido ki Eid kahenge, ki unki tashrif aavri ki wajah se hi tou hume baki Eid mili aur har hafte me ek eid karke pure saal me 52 Eido (juma) ka tohfa mila woh isi rahmatalil aalamin ki tashrif aavari se mila hai. tou hum kyun us din khushi na kare?
*✅AB BAYHAQI SHAREEF PADHTE HE*
Khud ‘ NABI – E – PAK SALLALLAHU ALAI HI WASALLAM ‘ Ne Apne Milad Par ‘ ALLAH ‘ Ka Shukra Bajaa Lane Ki Talkin Farmayi Aur Targeeb Di….!!

*📚[ Baihaqi Sharif, Jild – 4, Safa286]*
*✅Or Bhi Kai sari hadise or muhaddisin ke aqwal eide milad ke muta'allik he.. lekin post zyada lambi hone ki wajah se itna hi... wahabi o abhi bhi waqt he ishqe nabi ko dil me basa ke dekho har jagah mere aaqa ka zikr hi nazar aayega..*
*_✅Aakhir me is natije par pahucha ki he nabi ki, ambiyao ki, farishto ki, sahaba ki a'aimma ki sunnat he, sawab ka kaam he. Khudara aap hazrat se guzarish he is sunnat or baise barkato sawab ka kaam khud kare or dusre musalmano ko bhi is par amal karae._*
*(Note:- Post me edit kar ke khayanat ke murataqib na ho)*

Ye Post Same Usi Tarah Banai Gai Jis Tarah Ek Badmazhab Ne in Kutub Ka Hawala De Kar Gumrah Karne Ki Koshish Ki Thi..
Likhne wala:✍
_Ek adna sa Gulame Mustafa w Gulame Aala Hazrat.._
*✍Pathan Moin Raza Khan Azhari,Petlad*
📲
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
============➖➖➖➖==========

અસ્સલામુઅલયકુમ
ReplyDeleteજે ભાઈ એ સવાલ નો જવાબ આપ્યો છે તે ભાઈ કદાચ
1.*હજ.અબુ બકર ર.દી., હજ.ઉંમર ર.દી., હજ.ઉસ્માન ર.દી., હજ.અલી ર.દી. હજ. મુઆવિયા ર.દી., હજ.હસન ર.દી., હજ.હુસેન ર.દી. ..વગેરે વગેરે લોકો કરતા હુઝુર (સ.અ. વ.) ને વધારે મુહબબત કરતા હશે!!!
2. હજ.હસન ર.દી. અને હજ. હુસેન ર.દી. ના તો નબી પણ હતા અને ચહિતા નાના પણ હતા તો પણ તેમણે ઇદે મિલાદ પોતાની જીંદગી માં ક્યારે ય નથી મનાવી..
3.કદાચ જવાબ લખનાર ભાઈ ઉપરોક્ત સહાબા ઓ કરતા કુરાન અને હદીસ ના વધારે જાણકાર લાગે છે.
4 ઉપરોક્ત સહાબા અને તેમના સિવાય ના અન્ય તમામ સહાબા હુઝુર (સ.અ. વ.) ના એક ઈશારા પર જાન આપી દેવા તૈયાર રહેતા તેમને કદાચ આ ભાઈ ને જેટલી ઇદે મિલાદ ની ફઝીલત ખબર છે તેટલી ખબર નહોતી એટલે જ કોઈ સહાબી એ ઝુલુસ નથી કાઢ્યા. અને ઇદે મિલાદ ની ઊજવણી નથી કરી .
4.હજ.ઉસમસન ર.દી. જમાના માં તો આર્થિક રીતે સધ્ધર થઈ ગયા હતા તો પણ ઇદે મિલાદ ના દિવસે દેગો ચઢાવીને મદીના શરીફ ના લોકો ની દાવત પોતાના સમગ્ર ખિલાફત કાળ દરમ્યાન એક પણ વખત નથી કરી.
આ જવાબ લખનાર ભાઈ કદાચ હજ. ઉસ્માન ર.દી. પણ વધારે હોશિયાર અને સમજદાર લાગે છે.
ઉમમત ભોળી છે તેને મહેરબાની કરી ને ગુમરાહ ના કરો.