*๐นSAWAL:-๐น*
Assalamualaykum hazrat mera sawal hai ki kuch log khwaja garib nawaj ko lekar he kahte hain ki sirf allah garib nawaz hai hamare liye allah kafi hai aur bando ko nawaz ne wala sirf allah hai to is ka koi tafseeli javab aur dalail ki roshni me javab ho to inayat farmyen..
*๐นJAWAB:-๐น*
Qur'an e Majeed Me Rab Tabarak W Ta'ala irshad farmata he,
ุง ุนََِููู َูุฅَِّู ุงََّููู َُูู ู َููุงُู َูุฌِุจุฑُูู َูุตุงِูุญُ ุงูู ُุคู َِููู ۖ َูุงูู َูุงุฆَِูุฉُ ุจَุนุฏَ ุฐَِٰูู ุธَููุฑٌ
“Beshak Allah Unka Madadgaar Hai Aur Zibril Aur Nek Momineen Madadgaar Hai”
*๐(Al Quran Surah 66 At Tehrim Ayat : 04)*
Is Aayat Se Saaf Zahir He ki ham Momineen Ke madadgar Allah Ta'ala bhi He Hazrat Jibrail Alaihis Salam Bhi Or Allah Ke Nek momin bande,
Allah Ke Nek momin bande kon he ? Ye vahi he jise ham waliullah kahte he, ye wahi he jise ham gause aazam kahte he ye wahi he jise ham khwaja gareeb nawaz chishti kahte he ye wahi he jise ham Auliya e kiram kahte he.
To beshak Huzur Khwaja Moinuddin chishti ajmeri Alaihir Rahma ko Garib nawaz kehna bila subah jaiz he..
Or jo iska inkar kare ki Huzur garib nawaz hamari madad nahi kar te vo kafir he ki Qura'an majeed me Rab Tabarak W Ta'ala irshad farmata he,
ุฐَِٰูู ุจِุฃََّู ุงََّููู ู ََููู ุงَّูุฐَูู ุขู َููุง َูุฃََّู ุงููุงِูุฑَูู ูุง ู َٰููู َُููู
“Yeh Isliye k Musalmano Ka Maula (Madadgaar) Allah Hai Aur Kaafiro ka Koi (Maula) Madadgaar Nahi ”
*๐(Al Quran Surah 47 Muhammad Ayat : 11)*
Is se saaf zahir he ki kafiro ka yaani Deobandi wahabi wagairah batil firqo ka koi madadgaar nahi..
Qur’an-e-paak me bohot se alfaz ese he jo Allah Ta'ala ne apne lie bhi istemal kie he aur bando ke lie bhi istemal kie he :-
*1.RAB:-* Sab se pehla lafz-e-Rab *๐(Surah.01 Fateha)* me kaha gaya- “Alhamdulillahi Rabbil Alameen” ye jo “RAB” lafz ALLAH ta’ala ne apne lie istemal kia, tamam Nabiyo ne ye lafz ka istemal kia aur RABBANA keh kar dua mangi. Ye RAB lafz ALLAH TA’ALA ko bohot pasand he.
Lekin *๐(Surah Yusuf me, Ayat No. 41)* “Fayaski RABBAHU khamra” (tummese ek apne badshah ko sharab pilaega) jiski tafseer me pata chalega ke Nabi Hazrat Yusuf (alayhissalam) ne 2 sakhs ke khwab ki tabir batate huwe lafze RAB ko wo sakhs jo sharab pilane wala tha uske BADSHAH ke lie istemal kia he
*2.MOAMIN:-* Jese ke hamjante he ke ham “Moamin” he, Ye lafz Allah Ta'ala ne apne lie bhi istemal kia he, *๐(Surah.59 Al-Hasar me, Ayant No.24)* “Al malikul Kuddus Salamun Moamin” (Allah Moamin he) Allah agar Moamin he to fir aap aur ham kya hue ?
*3.HAFIZ :-* Jese ALLAH ta’ala ne “Hafiz” lafz khud ke lie istemal kia he, aur wahi lafz *๐(Surah.12, Ayat No.56)* Nabi Hazrat Yusuf alayhissalam ne apne lie bhi istemal kia “Ini Hafizul Alim” (Milkiyaton ko achhi tarah JANNEWALA hu)
*4 RAUF :-* Jese *(Surah.59 Al-Hashr, Ayat No.11)* me “Rauf aur Rahim” lafz ALLAH ta’ala ne apne lie istamal kiya, isi lafz ko Rasulallah sallalahualayhe-wasallam ke lie *๐(Surah.9 Al-Taubah, Ayat No.117 & 128)* me farmaya “Bil Moamenina Raufur Rahim”
Bohot se alfaz Quraan e paak me ese he jo Allah ta’ala ne apne lie bhi istemal kie aur bando ke lie bhi istemal kie he. Bande ke lie istemal karne wala Mushrik nahi fark ye he ke Allah ta’ala ke lie jo lafz he wo “Haqiki maine” me istemal kia aur bande ke lie wo “Kuyud ke sath majaji tor par” ek khas waqt aur khas sakhsiyat ke lie istemal hota he.
Ab ye jaan kar kuchh log ye Naa kahe ke “to kya hum kisi bhi bande ko Allah kahe?” hamne aap ko Qur’an-e-paak ke hawalo se ye bataya ke WO BUZURGANE-DEEN JINHONE APNA SAB KUCHH ISLAM KE NAAM KAR DIYA UNKE MARTABE KO DEKH KAR UNKO KISI LAFZ SE PUKARA JAE TO US BUZURG KO ALLAH NAHI KAHA JATA BANDO ME AFZAL MANA JATA HE.
Agar (Al Gausul-azam / Dastagir / Peerane-Peer) kehne se koi MUSHRIK/Bid’at hota he ? to jara sochiye ham ye kyu kehte he ? :-
Hazrat Abubakr “Siddik-e-Akbar” kehte he (Allah se Sachcha kon he?)
Hazrat Umar “Faruk-e-azam” kehte he to (Qur’an kehta he Fark karne wala to sirf Allah he), Hazrat Usman -e-Gani kehte he to
(Allah Quran me kehta he me Gani hu Tum Fakir ho)
Hazrat Ali-e-Murtuza kehte he to (Qur’an me he “Wahuwwal Ali ul Azim”)
ISILIE ALLAH KE MEHBUB BANDO KI MOHABBAT AUR ALLAH TA’ALA NE JO KARAMATE “HAZRAT ABDUL QADIR GILANI (rehmatullahalayh)” KO BAKSI USKO DEKH KAR JAAN KAR MOHABBAT SE UNKO AL-GAUSUL-AZAM (Jismwalo se Azamatwale), DASTAGIR (Mushkil me Hathpakadne wala/ Madadkarnewala), Or Isi Liye “Khwaja Moinuddin Chisti (rehmatullahalayh)” ko GARIB-NAWAZ (Zururatmand ko nawaznewala) kehna BESHAQ JAIZ he.
Haq janne ke baad tumpe Lazim he ke, is par Iman lao & ise unko kaho jo Nahi jante,
warna Mehsar me Haq chhupaneka jawab Allah ko dena padega.
*๐ฌPathan Moin Raza Azhari, Petlad*
๐ฒ
*๐นSAWAL-O-JAWAB๐นF.T.S๐grp*
===========➖➖➖➖=========

No comments:
Post a Comment