Maslake Bu Hanifa Ka Ailan He Maslake Aala Hazrat Meri Shan He, Sher Par Aitraz Ka Jawab

*๐ŸŒนSAWAL:-๐ŸŒน*
Hazrat Ye Sher padhna kesa he Rehnumai farmaye

เคฎเคธเคฒเค•े เคฌू เคนเคจीเคซ เค•ा เคเคฒाเคจ เคนै
เคฎเคธเคฒเค•े เค†เคฒाเคนเฅ›เคฐเคค เคฎेเคฐी เคถाเคจ เคนै

เคœो เค‰เคฒเคเคคा เคนै เค‡เคธ्เคธे เคตो เคจाเคฆाเคจ เคนै
เคตोเคคो เค‡ंเคธाเคจ เคจเคนी เคฌเคฒเค•े เคถैเคคाเคจ เคนै
เคฌू เคนเคจीเคซा เคจे เคœो เคฒिเค–ा เค†เคฒाเคนเฅ›เคฐเคค เคจे เคฌเคคाเคฏा
เค•ोंเคจ เค•ेเคนเคคा เคนै เคฎเคธเคฒเค• เคจเคฏा เคนै
เคตो เคฌเคฐेเคฒी เค•ा เค…เคนเคฎเคฆ เคฐाเคœा เคนै

Hazrat Kuch Log ye keh rahe he Ke Sarkar Imam Aazam Ko To Parda kare Bohot Waqt Ho Gaya he to unhone kab Kaha ke Aalahazrat meri shan he
Hazrat Iski Rehnumai Farmay

*๐ŸŒนJAWAB:-๐ŸŒน*
Is shear me ye nahi kaha k Imam Abu Hanifa ne kaha k Alahazrat Imam Ahmad Raza meri shan hai...  is me to ye kaha gaya hai k Maslake bu hanifa ka Elana hai...  yani Imam e Azam ne jo Apni Talimat chori is par hindustan me Imam Ahmad Raza NE khub Tehqiq kar k ise bahot aama kiya or khub felaya goya k Hanfi maslak ko Badi aan baan or shaan se felane ki wajah se aap hind me Maslak e Hanfi ki shan hai.

*✍๐Ÿป Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Taufiq Raza Khan Sahab Misbahi*
*_๐Ÿ“ฌDarso Tadris Darul Uloom Mustafiya,Haldarva W Qazi E Petlad_*

*๐ŸŒนSAWAL-O-JAWAB๐ŸŒนF.T.S๐Ÿ‘‘grp*
*_๐Ÿ“ฌKhadim: Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
๐Ÿ“ฒ8

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Sajda Me Ek Bhi Ungli Ka Pet Na Laga To Namaz Ka Hukm

 *Sajda Me Ek Bhi Ungli Ka Pet Na Laga To Namaz Ka Hukm* *๐ŸŒนSAWAL:-๐ŸŒน* ุงู„ุณَّู„ุงَู…ُ ุนَู„َูŠْูƒُู…ْ ูˆَุฑَุญْู…َุฉُ ุงู„ู„ู‡ِ ูˆَุจَุฑَูƒَุงุชُู‡ُ Sajde Mai, Aur J...

Popular Posts