*🌹SAWAL:-🌹*
Agar do kafiro ka baccha paida hota hai, wo baccha aage jaake islam qubool krleta hai, toh kya wo halali kehlayega ????
*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Galiban halali ka matlab suval me ye hai k voh valadu zzina hai ya sabitu nnasab ..to agar unke mazhab me jis tarah nikah ka Rivaj hai agar usi tarah huva hai to vo bacha sabitu nnasab hoga valadu zzina na kehlayega ...
Hadis sharif me hai ..
"الولد للفراش" أو كما قال
Huzure Akram ﷺ Ke Zamane Me Kuchh Aurte Islam Laai Or Unke Shohar Kafir The, Fir Jab Shohar Bhi Musalman Ho Gaye To Usi Pahle Nikah Ke Sath Unki Aurte Unhe Wapas Ki Gai, Yaani Dubara Nikah Na Kiya Gaya, Or Isi Hadees Shareef Se Ye Bhi Sabit Hua Ki Kafiro Ke Mazhab Me Jo Nikah Sahih He Vo Dono Ke Iman Lane Ke Baad Bhi Nikah Sahih Hoge, Jadeed Nikah Ki Zaroorat Na Hogi.
*📚(Bahar e Shariyat J-2 )*
Isse Ye Bhi Sabit Ho Jata He Ki Do Kafiro Se Jo Bachcha Paida Hua Vo Bhi Nikahe Sahih Ki Wajah Se Sabitun Nasab Hi Kahelaywga Waladuzzana Na Kehlayega.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲http://wa.me/+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment