Kaan Me Dawa Ya Oil Dalne Se Roze Ka Hukm ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum Hazrat
Roze Ki Haalat Me Kaam Me Oil Ya Koi Dawai Dalne Se Roza Toot Jayega Kya.???

*🌹JAWAB:-🌹*
وعلیکم السلام
Ha Kaan Me Tel Ya Dawaai Dali To Roza Tut Jayega Our Pani Chala Gaya Ya Daala To Nahi Tutega..

Bahaar E Sharia't Hissa 5 Me He..
Huqna Liya Ya Nathnoñ Se Dawa Charai Ya Kaan Me Tel Dala Ya Tel Chala Gaya, Roza Jata Raha Or Paani Kaan Me Chala Gaya Ya Dala To Nahi.
*📚(Bahare Shariyat, H-5, Roza Todne Wali Cheezoñ Ka Bayan, Mas'ala-10)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Madrsa E Islamiyah Matehat Peer Dastagir Ekta Trust, Dewgadh,Bariya Dahod Gujarat*
*🗓️9 April 2022, 7 Ramzanul Mubarak 1443*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts