*🌹SAWAL:-🌹*
Shadi Ki Saal Girah Manana Kesa ?
*🌹JAWAB:-🌹*
Saal Girah Manane Me Fee Nafsa Koi Harj Nahi Jab Ki Munkirat se khali ho. Fir agar us me shirni par Qura'an shareef, Duroode paak Wagairah Parh kar uska sawab Buzurgo ki Arwah ko isal kiya jaye to ab ye kaare khair hoga or shirni niyaz kah layegi. Or agar vo munkirat par mushtamil ho to is wajah se mumane'at ka hukm hoga or aysi saal girah manana najaiz hoga.
Fatawa Razviya Me He,
Saal Girah do tarah hoti he, ek me kuchh Qura'an majeed w durood shareef parh kar Huzur ﷺ w Saiyedna Gause Aazam Wagairah Auliya e kiram RadiAllahu Anhum Ki Niyaz Or Ahbab w fuqra ko kuchh taqsim..
Dusri vo jo kuffaro fujjar karte he ki jis me lahw la'aub, naach rang wagairaha shaytanateñ hoti hai.
*📚Mulkhasan (FATAWA RAZVIYA, J-11, S-129)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Muzzammil Barkati Sahab Qibla*
*📬Darul Uloom Gause Aazam Porbandar Gujarat*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲8487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment