Mukarrir Ya Naat khwañ ko sirf khayal aaye ki use nazrana ya bakhsish milegi to kya hukm he ?

*🌹SAWAL:-🌹*
SAWAL

AGAR KISI NAATKHWAN YA MUKARRIR KO NAAT PADHTE YA FIR TAQREER KARTE WAQT YE KHAYAL AAYE KE PAISO KE LIYA YA DIGAR KOI CHEEZ KE LIYE NAAT PADH RAHA HAI YA USME  BAKSHISH MILEGI YA KOI INAAM DIYA JAYEGA YE IRADA YE TO WO CHEEZ HARAM HAI YA HALAL...?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Khatib ko ya Naat Khwañ ko Daurane Mahefil Sirf Khayal aane se ki use naat parhne ka ya wa'az karne ka nazrana ya bakhsis milegi isse us par koi sakht hukm Nahi.
agar Azme musammam ho yane pukhta irada isi par ho tab us par hukm he ki aysi naat ya wa'az karna haram hoga. Lekin sirf khayal aaya or khayal aane ke baad fir hat gaya to us par kuchh azabo iqab ya gunah murattab nahi hoga..

ھذا ما ظھر لی و  اللہ تعالی اعلم بالصواب
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲848792
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts