*🌹SAWAL:-🌹*
Asslamualikum
Bath Tub Ka Istemal Krrna Kaisa Hai?
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Awwal Amr Ye Ki Is Tarah Gusl Karna Sunnat Ke Khilaf He, Agar Kisi Majboori Ke Tahat Bath Tub Me Gusl Karna Pade To Khayal Rahe Ki Najasate Hukmiya Na Ho Yaani Gusl Wajib Na Ho Or Jism Par Kahiñ Par Bhi Najasate Haqeeqiyah Na Lagi Ho Is Liye Ki Bath Tub Umooman Dah Dar Dah Se Kam Hota He Usme Agar Koi Junubi Or Bewuzu Ya Jis Ke Jism Par Najasat Lagi Ho Uske Jism Ka Koi Bhi Hissa Bath Tub Me Parte Hi Poora Paani Musta'amal Ho Jayega.
واللہ تعالیٰ اعلم بالصواب
*✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mukhtar Ahemad Ziyai Faizi Sahab Qibla*
*📬Darso Tadris Darul Uloom Mustafwiya, Haldarva, Gujarat*
*🗓️14 Nov 2022, 18 Rabi Us Saani 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment