*🌹SAWAL:-🌹*
Allah Ta'ala Ko Haziro Nazir Kahna Kesa ?
*🌹JAWAB:-🌹*
Beshak Har Cheez Allah Ta'ala Par Ayaañ He Or Vo Har Cheez Ko Dekhta Bhi He, Lekin Allah ﷻ Ki in Sifaat Ko Bayan Karne Ke Liye Haziro Nazir Ke Alfaz Istemal Nahi Kar Sakte, Kyu Ki Ek To Ye Alfaz Allah Ta'ala Ke Isma'a Me Se Nahi He Or Dusra Ye ki In Lafzo Ke Arbi Logat Me Jo Ma'ana Bayan Kiye Gaye He, Vo Allah ﷻ Ki Shan Ke Layik Nahi He. Isi Liye Ulma e Kiram Farmate He Ki In Alfaz Ka Allah Ta'ala Ke Liye Istemal Mana'a He.
_Huzur Shareh Bukhari Hazrat Allama Shariful Haq Amjadi Alaihir Rahmato Ridwan Taherir Farmate He_
Allah عَزَّوَجَلَّ Par Haziro Nazir Ka Itlaq Mamnoo'a He. Is liye ke Hazir Ka Asl Ma'ana Jism Ke Sath Maujud Hona He, Or Nazir Ke Ma'ana Aankh Se Dekhne Wale Ke he. Allah عَزَّوَجَلَّ Jismo Jismaniyat Se, Aa'azao Jawarah Se Munazza (Paak) He. Magar Ye Kufr Nahi.
*📚FATAWA SHAREH BUKHARI, J-1, S-215)*
Or Dusri Jagah Farmate He,
Hazir Ke Lagvi Ma'ana Jism ke Sath Maujud Hona Or Nazir Ke Ma'ana Aankh Se Dekhna.
Jaisa Ki Allama Saeed Ahemad Kazmi Ne Apne Risala Taskinul Khatir me Taheqiq Farmai He isi tarah Jagah Ke Ma'ana Faza Ke Us Khali Hissa Ke He Jise Koi Cheez Bhare. Allah Ta'ala Jagah Se Bhi Paak He, Is Liye Ki Jo Cheez Kisi Jagah Hoti He Vo Mahdood Hoti He. Jise Faza Ghere Huye Hoti He. Allah عَزَّوَجَلَّ Har Cheez Ko Mah'yat(Yaani Ghere Huye) He. Gair Matnahi Bil Fe'al Use Koi Cheez Gher Nahi Sakti.
Irshad He,
وَكَانَ اللَّهُ بِكُلِّ شَيْءٍ مُّحِيطًا
(Or Har Cheez Par Allah Ko Qabu He)
*📚(Sura s Nisa, Aayat-126)*
Allah عَزَّوَجَلَّ Ko Kisi Jagah Manna Is Aayat Ka Inkar He.
Is Liye Ba'az Aulma Ne Farmaya Ki Agar Koi Allah ﷻ Ko Haziro Nazir Kahe To Kafir Ho Jayega. Magar Taheqiq Ye He Ki Agar Uski Murad Ma'ana Mazkoor Ho Yaani Jism Ke Sath Maujud Hona Or Aankh Se Dekhna, Jab Vo Kafir Hoga Warna Nahi.
Durre Mukhtar Me He,
ویا حاضر و ناظر لیس بکفر
Iske Tahat Shami Me He,
فان الحضور بمعنی العلم شائع و النظر بمعنی الرويه فا المعنی یا عالم یا من یری۔
Magar Allah ﷻ Ko Hazir o Nazir Kahna Mamnoo'a Zaroor He.
*Makhuz:📚(FATAWA SHAREH BUKHARI, J-1, S-128)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲8487
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment