Sirf Salam Kahna Kesa ?

*🌹SAWAL:-🌹*
Kya social media pe sirf Salam likh kar kese ko bhejna kesa ? Shriyat me iska kya hukm hai

*🌹JAWAB:-🌹*

*📚Bahare Shariat hissa 16 me Salam k Bayan* me farmate hai

Baz kehte hai SALAM ... is ko bhi Salam kaha ja sakta hai ... Quraan majeed me hai ki malaikah (Farishte) jab Ibrahim Alaihissalam ki khidmat me hazir huve to (فَقَالُوْا سَلٰمًاؕ ) 
*{Para 14 surah Hajr}* unhone aa kar Salam kaha , is k javab me hazrat Ibrahim Alaihissalam ne bhi Salam kaha.
Yani agar kisi ne Salam kaha to (Javab me) Salam keh dene se javab ho jayega.

*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Taufiq Raza Khan Misbahi Sahab Qibla💎*
*_📬Qazi E Petlad w Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarwa Gujrat*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲84879
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts