Government Se Fayda Uthane Ke Liye Biwi Ko Bahan Kahna Kesa ?

*🌹SAWAL:-🌹*
Aslamu alaykum  hazarat mera ek sawal he aapse ki agar koi sakhs apne matlab Ke liye apni bivi ko gavarment document me bahen banaye to kya unka nikah raha ya tut gaya? Or gavarment document me bahen ka nam de kar bank account se pesa utha le to kya Vo orat ki nikah us sakhas se rahegi ya nahi?

*🌹JAWAB:-🌹*
و علیکم السلام

Yeh dhoka or jhoot hai or dhoka kafir ko bhi Dena jayiz nahi ... Ayse maqsad e fasid ya kisi bhi liye agar apni bivi ko behan bataye ya kahe to Is se nikah nahi tutega albatta behan kehna makruh hai jaisa k Zihar k bayan me Huzur sadrusshariah Alaihirrahmah farmate hai
  عورت کو ماں  یا بیٹی یا بہن کہا تو ظہار نہیں  ، مگر ایسا کہنا مکروہ ہے۔
Orat ko ma ya beti ya bahan kaha to Zihar nahi magar aysa kehna makruh hai.
*📚Bahare Shariat hissa 8*

و الله اعلم
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Muhammad Taufiq Raza Khan Misbahi Sahab Qibla Maddazilahul Aali*
*_📬Qazi E Petlad w Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarwa Gujrat*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲8487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts