Halat Roza Me Biwi Se Baat Ke Dauran Mazi Nikal Jaye To Roza Ka Hukm

*🌹SAWAL:-🌹*
Shohar Ka Apni Biwi Ke Sath Baat Karte Dauran Mazi Kharij Hui To Kya Roza Or Wuzu Toot Jayega ?

*🌹JAWAB:-🌹*
Roze Ki Halat Me Biwi Se Baat Ki Or Mazi Kharij Ho Jaye To Roza Nahi Tutega, Albatta Wuzu Tut Jayega.

Ehtelam Yaani Bagair Hath Lagaye Mani Ke Kharij Hone Se Roza Nahi Tutta To Mazi Ke Nikalne Se Badarja Awla Roza Nahi Tutega.

Bhare Shariyat Me He,
Ehtelam Huva Ya Gibat Ki Roza Na Gaya. 
*📚(Bahare Shariyat Application, H-5, S-119)*

Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
*🗓16 May 2020, 22 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*
📲+918

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Kya Lakdi Ke Koyle Se Daant Saaf Karna Jaaiz He ?

 *_Koyle Se Daant Saaf Karna Kesa?_* *🌹SAWAL:-🌹* Assalamualaikum  Hz Ek Swal Hai Ki Kya Mustafa ﷺ Ne Lakdi K Koyle Se Daant Saaf Krne Ko M...

Popular Posts