Roza Rakh ke Ek Jagah Se Dusri Jagah Gaya Iftar Konse Waqt Par Kare

*🌹SAWAL:-🌹*
Aaj kal plen me safar jyada hota hai yaha raat to vaha din hota hai
Agar che koi yaha se roza rakh kar safar karta hai or jaha pahucha vaha mishal ke tor pe 5 ghante me pahoch gaya or vaha iftar ka time ho to kya hukm hai

*🌹JAWAB:-🌹*
 السلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ
Roza daar jis mulk ya jis jagah pahunche usi mulk ya usi jagah ke waqt ke mutabiq iftar karega.
aisa hi Huzoor Taushariyah badarut tariqah mufti Akhtar raza khan علیہ الرحمۃ والرضوان ne farmaya hai,
http://jamiaturraza.com/session/21Jul13/24.mp3
واللہ تعالیٰ اعلم
*✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mukhtar Ahemad Ziyai Faizi Sahab Qibla*
*📬Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarva, Gujarat*
*🗓️5 May 2020, 11 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9184
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts