*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum Warahmatullah wa barkatuhu,
Zaid Subah Me Sehri Ke Liye Utha Or Sehri Khaa Liye Baad Me Thode der Baad Usko Pata chala Ke Napaak Hai Gusl Wajib Ho gaya hai???
*🌹JAWAB:-🌹*
Walykum asslam
Nahi, roze me koi kharabi nahi aaegi. Albatta malum ho jane ke baad gusl kar le zyada der tak napak rehna achha nahi hadees sharif me is ke talluq se waeed aai he. Or agar aysi hi halat me raha yaha tak ki namaz ka waqt nikal gaya to sakht gunahgar hoga.
Jaisa Ki Huzur Faqihe Millat ek sawal ke jawab me Taherir Farmate,
Halate napaki me bhi miya biwi dono ka roza ho gaya Albatta namaz na padhne ke sabab dono sakht gunahgar huye.
*📚(Bahrur Raaiq, J-2, S-273)* Me he,
لواصبح جنبا لا يضره كذا فى المحيط
Or *📚(Fatawa Aalamgiri, J-1, S-187)* Me He,
من اصبح جنبا او احتلم فى النهار لم يضره كذا فى محيط السرخسى
*📚(📚Fatawa Faizur Rasool, J-1, S-514)*
Wallahu Ta'ala aalam
*_✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi_*
*📬Raza Darul Ifta Khambhat Gujarat*
*🗓️29 April 2020, 5 Ramzanul Mubarak 1441 Hijri*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment