Azan Dene Ka Sabse Pahle Kisne Kaha

*🌹SAWAL:-🌹*
Logo Ko Namaz Ke Kiye Bulane Ke Kiye Azan Di Jaaye Ye Sabse Pahle Kisne Kaha ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Waise To Azan Ka Tariqa Mashrooaah Allah ﷻ Ki Taraf Hi Se Tha Lekin Allah Ne Huzur  ﷺ Or Bahut Se Sahaba Ko Khwab Me Janab Jibrail عَلَیْہِ السَّلَام Ke Zariya Azan Ka Tariqa Bataya Jis Ka Zikr Allah Ke Rasool  ﷺ Ki Bargah Me Sab Se Pahle Abdulla Bin Zaid Sahabi E Rasool Ne Bayan Kiya. Fir Unke Baad Or Bhi Bahut Se Sahaba Ne Aakar Aysa Hi Khwab Bayan Kiya.
Tafsil Ke Liye *📚Fatawa Razviya, Jild-1* Dekhe..
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Taufiq Raza Khan Misbahi Sahab Qibla*
*_📬Qazi E Petlad W Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarwa Gujarat_*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts