Aurat KO chaar Shadi Ki Ijazat Kyu Nahi ?

*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Kya Farmate Hai Aulma E Kiram Mas'ala Zail Me Ki Mard Char Shadiya Kaar Sakta He Lekin Aurat Kyuñ Nahhii. Iski Wazahat Farmaye.

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Agar Aurat Char Shohar Wali Hogi To Awlad Ka Ta'ayyan Kaise Hoga Ki Ye Bachcha Kis Shohar Ka He, Hamesha Jagda Rahega.

Kabhi Ek Bachcha Ke Liye Charo Shohar Ladege Ki Ye Bachcha Mere Nutfe Ka He Yaani Ye Bachcha Mera He,

Or Kabhi Parwarish Ke Liye Bhi Shohar Apnane Ke Liye Tayyar Na Hoga Yaani Har Shohar Inkar Kar Dega Ki Ye Bachcha Mera Nahi, Or Us Bachche Ki Parwarish Me Khalal Padega, In Hi Saari Pecheedgiyo Ke Peshe Nazar Shariyat Ne Hukm Diya Ki Aurat Ek Shohar Se Shadi Kare.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*🎙Al-Jawab:- Hazrat Mufti Gulzare Nabi Khan Razvi Naeemi Sahab Qibla*
*_📬idara Sharaiyah W Samaji Khidmat, Aala Hazrat Masjid NavaYard Vadodra Gujrat_*
*🗓️15 April 2020 Iswi, 20 Shaban 1441 Hijri*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts