*🌹SAWAL:-🌹*
As Salaamu Alai Kum Wa Rehmatullah, Hazrat Waqti Halaat K Tehet Kya LUDO, UNO CARDS, BUSINESS (Indoor Games) Khel Kaisa, Aur Khelne Pr Kya Huqme Shariah Lagega, Hazrat Rehnumaayi Farmaaye ???
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Allah Ta'ala Qura'an Majeed Me Irshad Farmata He,
قَدْ أَفْلَحَ الْمُؤْمِنُونَ الَّذِينَ هُمْ فِي صَلَاتِهِمْ خَاشِعُونَ وَالَّذِينَ هُمْ عَنِ اللَّغْوِ مُعْرِضُونَ
*📚(Sura E Mo'aminun, Aayat-1,2,3)*
Yaani, Iman Wale Kamyab Ho Gaye Jo Apni Namazo Me Khushu'a W Khuzu'a Karne Wale He Or Fuzool Abs Or Lagw Bato Or Kaamo Se Munh Ferne Wale He.
Dusre Maqam Par Khallaqe Kainat Irshad Farmata He,
أَفَحَسِبْتُمْ أَنَّمَا خَلَقْنَاكُمْ عَبَثًا وَأَنَّكُمْ إِلَيْنَا لَا تُرْجَعُونَ
*📚(Sura E Mo'aminun, Aayat-115)*
Yaani, Kya Tum Ye Samajhte Ho Ki Hamne Tumhe Bekar Banaya Or Tum Hamari Taraf Lotaye Nahi Jaoge ?
Or Hadees Shareef Ka Mafhoom He,
Har Qism Ke Lahw Laeeb (Khel) Najaizo Haram He Siwaye 3 Khel Ke,
1. Teer Andazi,
2. Ghode Sawari,
3. Biwi Se Mala'abat
Lihaza In Khelo Ke Alawa Jitne Bhi Khel He Vo Sab Haram He,
Jaisa Ki Huzur Tajushshariya Alaihir Rahma, Carrom Board, Snooker, Chess ,Or Card Ke Ta'alluk Se Farmate He,
Ye Lahw Laeeb He, Or Shar'an Ye Najaizo Haram He, Agarche Bagair Shart Ke Khele, Agar Shart Laga Kar Ke Khele To Ye Majeed Haram Dar Haram He, Harame Qatai He Isliye Ki Is Me Juvaa Bhi Shamil He, Or Mobile Wagairah Par Jo Game He Unka Bhi Yahi Hukm He.
Http://jamiaturraza.com/session/5Feb11/6.mp3
Isi Tarah LUDO, UNO Cards, Business Wagairah Ka Bhi Yahi Hukm He.
Agar Aaj Kal Ham Apne Gharo Me Bethe He To Tilawate Qura'an Kare Qura'an Ka Tarjama Padhe, Kitabo Me Masail Padhe, Wirdo Wazaaif Kare, Apni Qaza Namazo Ko Ada Kare, Jab Allah Ta'ala Ne Hame Ibadat Ka Mauqa Diya He To Use Fuzool W Lagw Kaamo Me Sarf Na Kare Balki Waqt Ka Sahih Istemal Kare.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*✍🏻Al-Jawab: Maulana Fahim Razvi Mustafai Sahab,*
*_📬Khatibo Imam Noori Masjid Mahudha Gujarat_*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲http://wa.me/+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment