Lockdown Me Ghar Me Jumuah Padhna Or Bagair Mimber Khutba Dene Ka Hukm

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum
Sawal Ye Hai Ki Corona Virus Ki Wajah Se Jumma Hum Nahi Padh Pa Rahe Hai Kya Koi Hamare Ghar Pe Hi Jumma Padha Sakta Hai Bina Mimber Ke Khutba Dena Kaisa

*🌹JAWAB:-🌹*
Wa Alaikumus Salaam

Ghar, Building Or Makano Me Jumah K Motabar Sharaeit Na Paye Jane Ki Vajah Se Jumuah Ki Ijazat Nahi Hai.

Khutba Me Khateeb Ka Mimbar Par Hona Sunnat Hai Lihaza Bagair Mimbar K Khutba Diya To Ho Jayega Magar Khilaf E Sunnat.
واللہ اعلم
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Taufiq Raza Khan Misbahi Sahab Qibla*
*_📬Qazi E Petlad W Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarwa Gujrat_*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲http://wa.me/+91848
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts