*🌹SAWAL:-🌹*
As Salamu Aliakum
Ulmaaa E Ekram Ki Bargah Main Ek Sawal ArZ Hai....Ke Whaaabi Ko Harami( Haram Ki Aulad) Kehna Kesaa?
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Wahabi Deobandi Wagairah Ka Radd Karna Farze Azeem He,
Jaisa Ki Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He,
Jab Koi Gumrah, Baddeen, Rafzi Ho Yaa Mirzai, Wahabi Ho Ya Deobandi Wagairahum Musalmano Ko Bahkaye Fitna Fasad Paida Kare To Uska Dafaa'a Or Quloobe Muslimeen Se Shubhate Shayateen Ka Rafa'a Farze Aazam He.
*📚(Fatawa Razviya, J-21, S-255)*
Lekin Harami Jese Bazari Alfaz Istemal Nahi Karne Chahiye..
Jaisa Ki Sarkar Tajushshariya Alaihir Rahma Se Isi Tarah Ka Ek Suwal Hua Ki Badmazhabo Ko Harami Kahna Kesa Or Jis Tarah Waleed Bin Mugira Ko Harami Kahte He Is Tarah Inhe Bhi Kah Sakte He ? Jiske Jawab Me Aap Farmate He,
Ye Kulliya Nahi He, Waleed Bin Mugira Aysa Hi Tha, Isse Ye Lazim Nahi Aata Hai Ki Har Badmazhab Ko Is Taur Par Kaha Jaaye, Ye Awame Ahele Sunnat W Jama'at Ko Tanfeer ( Nafrat Paida Karne) Ka Baaeis Hai,
Hadees Me He,
وبشروا ولا تنفروا " *📚(البخاري)*
Aysa Kaam Karo Jisse Aam Log Khush Ho Or Nafrat Na Paida Ho, Wahabi Deobandi Ki Tazleel Tauheen Baazari Shabbo Shatm (gali galoch vale) Andaz Se Bachte Huye Zaroori He Or Ki Jayegi, Ye Lafz (harami) Isse Bachna Chahiye.
Http://jamiaturraza.com/session/30Mar14/13.mp3
Lihaza Wahabi Deobandi Wagairah Badmazhab Ka Radd Or Tazleelo Tauheen Beshak Karni Chahiye, Lekin Harami Jese Baazari Lafz Istemal Nahi Karna Chahiye.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲+9184
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment