Tanha Namaz Padhne Wala Takbeer Kahe Ya Nahii

*🌹SAWAL:-🌹*
Farz Namaz Jab Ham Akele Padte Hai To Kya Takbeer Kehna Jaroori Hai Agar Nahi Kaha Seedha Niyyat Bandh Li To Namaz Ho Jayegi.
Rehnumai Farmaea

*🌹JAWAB:-🌹*
Munfarid (Tanha Namaz Padhne Wale) Par Takbeer Wajib Nahi.
Magar Munfarid Bhi Kah Le (Bahetar He) Ki Sahibeen Ke Nazdeek Us Par Bhi Wajib He.
*📚(Bahare Shariyat, H-4)*

*✍🏻Al-Jawab: Maulana Fahim Razvi Mustafai Sahab,*
*_📬Khatibo Imam Noori Masjid Mahudha Gujarat_*
*🗓️12 April 2020 iswi, 17 Shaban 1441 Hijri*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts