*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu alaikum
Kya bina soye(sleep) tahajud ki namaz padh saktey hai kabhi kabhi aisa hota hai neend nahi lagti to hum phone me rehte hai kya is halat mein hum tahajud padh saktey hai???
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Tahajjud Ke Liye Raat Me Sona Shart He,
Jaisa Ki Huzur Sadrush Shariyah Alaihir Rahma Farmate He,
Isha Ke Baad Raat Me So Kar Uthe Or Nawaafil Padhe, Sone Se Qabl Jo Kuchh Padhe Vo Tahajjud Nahi.
*📚(Bahare Shariyat Application, H-3, S-27)*
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲+918
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment