Halate Roza Me Hont Se Khun Nikle To Roza Ka Hukm

*🌹SAWAL:-🌹*
As Salamu Aliakum
Raze Dar Ke Hout Fat Ke Khon Aajae To Roza Tootega Kya?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Hont Se Khun Nikla Or Agar Halq Se Niche Utar Gaya Or Uska Maza Mahsoos Ho To Roza Toot Jayega, Or Agar Khun Nikla Halq Se Niche Naa Utra Ya Halq Me Maza Mahsoos Na Huva To Roza Na Tutega.

Jaisa Ki Huzur Sadrush Shariyah Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He,

Danto Se Khoon Nikal Kar Halq Se Niche Utra Or Khun Thuk Se Zyada Ya Barabar Tha Ya Kam Tha, Magar Uska Maza Halq Me Mahsoos Huva To In Sab Soorto Me Roza Jata Raha Or Agar Kam Tha Or Maza Bhi Mahsoos Na Huva To Nahi.
*📚(Bahare Shariyat Application, J-5, S-121)*

Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲+9184

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts